Mere Kanha Lyrics In English - Jaya Kishori & Jubin Nautiya | Bhajan Song

Shree
0

Mere Kanha Lyrics In English - Jaya Kishori & Jubin Nautiya | Bhajan Song

Mere Kanha Lyrics In English - Jaya Kishori & Jubin Nautiya | Bhajan Song

Mere Kanha Lyrics by Jubin Nautiyal

Mere Kanha Lyrics by Jubin Nautiyal & Jaya Kishori is new Hindi Song. Music of the song has composed by Raaj Aashoo & Mere Kanha Lyrics are written by Seepi Jha.

Mere Kanha Lyrics In English

Radhe tu badbhaghini
Kon tapasya keen
Teen lok taaran taran
Soo tere aadhin

Ek ne tyagi duniyadaari
Wo meera kahalayi
Dooji radha raani banke
Shyam salona paayi

Mujhko bhi tu apna le
Man vrindavan ban jaaye
Mujh me tu hi bas jaaye
Aur man tujhme ram jaaye

Oo mere kanha
Oo mere kanha
Oo mere kanha
Oo mere kanha

Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol

Dhadkan dhadkan radhika
Nas nas udati preet
Barsane me gunjata
Mohini ka sangeet

Oo mere kanha sab jan jaape
Tero naam hi subah-o-shaam
Jo man bairaagi thehre
Kanha unme khud chhup jayega

Oo mere kanha
Oo mere kanha
Oo mere kanha
Oo mere kanha

Gaure mukh pe til bane
Daahi karo prenaam
Maano chand bichhaye ke
Podhe salagraam

Hai dikhata jugnu jagman
Suraj chanda khud se chamke aise
Ki milta kan kan me kanha ka darshan
Har gopi ko jaise

Hai dikhata jugnu jagman
Suraj chanda khud se chamke aise
Ki milta kan kan me kanha ka darshan
Har gopi ko jaise

Oo mere kanha tera sevak karta
Tujhse hi darkaar
Ye dharti tujhse ghume
Nabh chume ye kadam tere sarkaar

Oo mere kanha
Oo mere kanha
Oo mere kanha
Oo mere kanha

Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol

Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol
Jai jai radha raman hari bol

 Mere Kanha Lyrics 


If You like the lyrics, please share it with your friends...
Thank You, Visit Again...

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)