Hum To Bhai Jaise Hain Lyrics - Veer-Zaara | Lata Mangeshkar | Preity Zinta

Shree
0

Hum To Bhai Jaise Hain Lyrics - Veer-Zaara | Lata Mangeshkar | Preity Zinta

Hum To Bhai Jaise Hain Lyrics - Veer-Zaara | Lata Mangeshkar | Preity Zinta

Hum To Bhai Jaise Hain Lyrics from Veer-Zaara

Hum To Bhai Jaise Hain is a Hindi song from the 2004 movie Veer-Zaara. Singer is Lata Mangeshkar & Composer is Madan Mohan Kohli. Lyricist or song writer is Javed Akhtar. Features Shahrukh Khan, Preity Zinta, Rani Mukerji. The audio of Hum To Bhai Jaise song was released on 12th November, 2004 by YRF Music.

Hum To Bhai Jaise Hain Lyrics In English

Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ab koyi khush ho ya ho
Khafa ham nahin badlenge
Apni adaa samjhe
Na samjhe koyi
Ham yahi kahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge

Hmm… ham dil ki shehzaadi
Hai marzi ki mallika
Haan… ham dil ki shehzaadi
Hai marzi ki mallika
Sar pe aanchal kyun rakhe
Dhhalka toh dhhalka
Ab koyi khush ho ya
Koyi roothhe is baat
Par chaahe har baat toote
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge

Hamein shauq mehendi
Ka na shehnaai ka hai
Ho.. Hamein shauq mehendi
Ka na shehnaai ka hai
Hamaare liye toh
Apna ghar hi bhala hai
Sunta agar ho toh sun le
Kaazi lagta nahin
Kabhi ham honge raazi
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ab koyi khush ho ya ho
Khafa ham nahin
Badlenge apni adaa
Samjhe na samjhe
Koyi ham yahi kahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Ham toh bhai jaise
Hain waise rahenge
Aa aa ha ha ha ha ha ha
Ha ha oh ho ho ho ho ho.

Hum To Bhai Jaise Hain Lyrics


If You like the lyrics, please share it with your friends...
Thank You, Visit Again...

Tags

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)