Ek Mulaqat Lyrics - Vishal Mishra & Shreya Ghoshal

Shree
0

 Ek Mulaqat Lyrics - Vishal Mishra & Shreya Ghoshal

Ek Mulaqat Lyrics - Vishal Mishra & Shreya Ghoshal

Ek Mulaqat Lyrics by Vishal Mishra

Ek Mulaqat Lyrics by Vishal Mishra ft. Shreya Ghoshal is a brand new Hindi Song sung by Vishal Mishra, Shreya Ghoshal and this latest song is featuring Abhishek Malhan, Sakshi Malik. Ik Mulaqaat (New Version) song lyrics are penned down by Rashmi Virag, Sameer while music is recreated by Javed-Mohsin and video has been directed by Dhruwal Patel, Jigar Mulani.

Ek Mulaqaat Song Details:

Song : Ek Mulaqaat
Lyrics : Sameer, Rashmi Virag
Music : Javed Mohsin
Starring : Abhishek Malhan, Sakshi Malik
Label : T-Series

Ek Mulaqat Lyrics In English

Waaqif Nahi Hai
Tu Mujhse Oh Sanam
Jitna Dard Doge
Rahega Utna Kamm

Jaane Hui Kaise
Yeh Dooriyan
Jitna Tu Tadpe Utna
Tadpe Hai Hum

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam

Isse Pehle Ke Yeh Saansein Ho Khatam
Isse Pehle Ke Yeh Saansein Ho Khatam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam

Ho Ho Ho Ho…

Rabba Rabba Karta Hai
Dard Dard Mera
Duniya Kyun Samjhe Na
Ishq Ishq Mera

Kisi Ko Kabhi Na Mile
Yaara Se Judaai

Mera Nahi Mera Nahi
Waqt Waqt Mera
Tootey Nahi Tootey Nahi
Sabr Sabr Tera

Marke Bhi Karunga Na
Tujhse Bewafai

Waqt Lagta Hai
Zara Si Der Hoti Hai
Kabhi Toh Sau Janam Bhi
Kam Pad Jaate Hain

Main Samajhti Hoon
Magar Yeh Dil Nahi Samjhe
Lehar Se Kyun Kinaare
Mil Na Paate Hain

Jaane Hui Kaise
Yeh Dooriyan
Jitna Tu Tadpe Utna
Tadpe Hai Hum

Isse Pehle Ke Mera Tootey Bharam
Isse Pehle Ke Mera Tootey Bharam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam
Ek Mulaqat Zaroori Hai Sanam

Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Zinda Rehne Ke Liye Teri Kasam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam
Ik Mulaqaat Zaroori Hai Sanam


Ek Mulaqat Lyrics


If You like the lyrics, please share it with your friends...
Thank You, Visit Again...

Tags

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)