Jaana Lyrics In English - Stebin Ben ft. Kamya Chaudhary | Jaani

Shree
0

 Jaana Lyrics In English - Stebin Ben ft. Kamya Chaudhary | Jaani

Jaana Lyrics In English - Stebin Ben ft. Kamya Chaudhary | Jaani

Jaana Lyrics by Stebin Ben

Jaana Lyrics is a beautiful Hindi Song which is sung by Stebin Ben, and music given by Hunny Bunny while Jaani has written the Jaana Lyrics. The music video of the Jaana song is directed by Arvindr Khaira , and it features Stebin Ben & Kamya Chaudhary.

Jaana Lyrics In English

Tujhe gale se lagana hai barish mein
Aur poora bheeg jaana hai barish mein
Tujhe chhu ke sharmana hai barish mein
Aur tere sath nahana hai barish mein
Jaana, jaana, jaana, jaana

Woh aashiq thode hote hai
Jo dar ke andar hote hai
Jo saavan ke maheene mein bhi
Ghar ke andar hote hai

Tere hathon ka khana hai barish mein
Aur poora bheeg jaana hai barish mein
Tujhe chhu ke sharmana hai barish mein
Aur tere sath nahana hai barish mein
Jaana, jaana, jaana, jaana

Tu mere saamne hai kya nazara hai
Kya nazara hai kya nazara hai
Tu mere saamne hai kya nazara hai
Ye paani ki bundon ka khel hai sanam

Ho tera mera milna koi aam baat nai
Ye radha aur krishna ka mel hai sanam
Ho khwab mere khayal mere bahut hote hai
Jitne paas aankhon ke hoth hote hai

Tere utne pass aana hai barish mein
Jaani ka gaana gaana hai baarish mein

Tujhe chhu ke sharmana hai barish mein
Aur tere sath nahana hai barish mein
Jaana, jaana, jaana, jaana

Ho haaye kisi film ka scene lagega
Scene lagega, scene lagega
Ho haye kisi film ka scene lagega
Ke baadal yoon garje ke bhaag aao tum

Haye itni zor se chamki bijliyan
Ke dar ke maare mere gale lag jao tum
Bahana yoon banana hai barish mein
Aur khuda ko manana hai barish mein

Chandni chillana hai barish mein
Aur tere sath nahana hai barish mein
Jaana jaana, jaana jaana

Jaana Lyrics


If You like the lyrics, please share it with your friends...
Thank You, Visit Again...

Tags

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)