Nahi Samne Ye Alag Baat Hai Lyrics – Taal | A.R. Rahman | Hariharan | Aishwarya Rai & Akshaye Khanna
Nahi Samne Ye Alag Baat Hai Lyrics from Taal
Nahin Saamne Tu is a Hindi song from the 1999 movie Taal. Singers are Hariharan & Sukhwinder Singh & Composer is A.R. Rahman. Lyricist or song writer is Anand Bakshi. Nahin Saamne Tu features Aishwarya Rai, Anil Kapoor, Akshaye Khanna. The audio of Nahin Saamne Tu song was released on 13th August, 1999 by Tips.
Nahi Samne Ye Alag Baat Hai Lyrics In Emglish
Dekho chhodke kis raste vo jaate hain
Saare raste vaapas mere dil ko aate hain
Preyasee….
Nahin saamne
Nahin saamne ye alag baat hai
Nahin saamne ye alag baat hai
Mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Preyasee….
Tera naam maine liya hain yahaan
Mujhe yaad tune kiya hai vahaan
Tera naam maine liya hain yahaan
Mujhe yaad tune kiya hai vahaan
Bade zor ki aaj barsaat
Bade zor ki aaj barsaat
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Preyasee….
Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin
Khafa hai magar bewafa to nahin
Bichhad ki bhi mujhse juda to nahin
Khafa hai magar bewafa to nahin
Mere haath mein hi tera haath hai
Mere haath mein hi tera haath hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere paas hai tu mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Mere paas hai mere paas hai
Mere saath hai mere saath hai
Mere paas hai mere paas hai
Preyasee….
Nahi Samne Ye Alag Baat Hai Lyrics
If You like the lyrics, please share it with your friends...
Thank You, Visit Again...
Tags - A.R. Rahman , Aishwarya Rai , Hindi Song , English Song , English Lyrics