Mere Desh Ki Dharti Lyrics - Sukhwinder Singh | Vikram Montrose | Azeem Shirazi
Mere Desh Ki Dharti Lyrics by Sukhwinder Singh
"Mere Desh ki Dharti" is a song that represents the richness of Indian soil, the beauty in unity and the wonders of nature. It is composed by "Vikram Montrose", sung by "Sukhwinder Singh" & penned by "Azeem Shirazi".
Mere Desh Ki Dharti Lyrics In English
Jiska har din hai sunehra
Jiska har dil mein basera
Jiska bas naam hai kaafi
Aisa bas desh hai mera
Jiski mitti ko salaami
Deta hai ujla savera
Jiska bas naam hai kaafi
Aisa bas desh hai mera
Kheto se sarhad tak
Gaanv shehar sab bole ek bol re
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mitti mein tere khwab ugaana hai abhi to
Mehnat se phir se sona banana hai isiko
Ye maange agar jaan bhi hans kar ise dedein
Dharti ka karz bhi to chukana sabhi ko
Ye fasle hongi jannat ke jaisi,
Seechenge khoon pasine se ye hamne thaana hai
Saare jahan se accha ab isko banana hai
Ganga jamuna ki lehron pe likha ye tarana hai
Kheto se sarhad tak
Gaanv shehar sab bole Ek bol re
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti sona ugle
Ugle heere moti
Mere desh ki dharti
Mere desh ki dharti
Mere Desh Ki Dharti Lyrics
If You like the lyrics, please share it with your friends...
Thank You, Visit Again...