Kabhi Kabhi Mere Dil Me Khayal Aata Hai Lyrics - Lata Mangeshkar | Amitabh Bachchan

Shree
0

Kabhi Kabhi Mere Dil Me Khayal Aata Hai Lyrics‘Kabhi Kabhie’ is a Hindi evergreen song from movie Kabhi Kabhie (1976). This song is sung by Lata Mangeshkar & Mukesh. Lyrics of Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai song are written by Sahir Ludhianvi. Music is given by Khyaam ans label is Saregama India Limied.

Kabhi Kabhi Mere Dil Me Khayal Aata Hai Lyrics In English

Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai

Kabhi kabhi mere dil me khayaal aata hai

Ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye

Tu abse pehle sitaaron me bas rahi thi kahin

Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai

Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain

Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir

Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain

Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain

Kabhi kabhi mere dil me khayal aata hai

Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein

Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main

Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein

Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai

Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin

Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin

Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin

Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin

Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai

Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai

Kabhi Kabhi Mere Dil Me Khayal Aata Hai Lyrics

If You like the lyrics, please share it with your friends...
Thank You, Visit Again...

Tags

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)